SEARCH RESULTS
Showing search results for "سرمئی"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "سرمئی"
Ghazal
surma.ii aa.nkho.n ke niiche phuul se khilne lage
kahte kahte kuchh kisii kaa sochnaa achchhaa lagaa
Amjad Islam Amjad
MORE MATCHES FOR "سرمئی"
Ghazal
parbato.n ke pe.Do.n par shaam kaa baseraa hai
surma.ii ujaalaa hai champa.ii a.ndheraa hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
surma.ii aa.nkh hasii.n jism gulaabii chehraa
is ko kahte hai.n kitaabat pe kitaabat karnaa
Liaqat Jafri
Nazm
jugnu
kabhii udaas kabhii shaadmaa.n kabhii gambhiir
fazaa kaa surma.ii rang aur ho chalaa gahraa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
surma.ii shaam hai mausam hai suhaanaa aanaa
is se pahle ki mai.n ho jaa.uu.n fasaana aanaa
Mubarik Siddiqi
Nazm
tumhaari yaad
raat ke surma.ii a.ndhero.n me.n
saa.ns lete hu.e savero.n me.n
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
raat phailii hai tere surma.ii aa.nchal kii tarah
chaa.nd niklaa hai tujhe Dhuu.nDne paagal kii tarah