SEARCH RESULTS
Showing search results for "سیمابؔ"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "سیمابؔ"
Ghazal
'siimaab' ko shagufta na dekhaa tamaam umr
kam-baKHt jab milaa hame.n Gam-aashnaa milaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
'siimaab' be-ta.Dap sii ta.Dap hijr-e-yaar me.n
kyaa bijliyaa.n bharii hai.n dil-e-be-qaraar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
'siimaab' ijtihaad hai husn-e-talab miraa
tarmiim chaahtaa huu.n mazaaq-e-jamaal me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
jalva-gar hai is me.n ai 'siimaab' ik duniyaa-e-husn
jaam-e-jam se hai ziyaada dil kaa aa.iina mujhe
Seemab Akbarabadi
MORE MATCHES FOR "سیمابؔ"
Ghazal
de hii dete hai.n kisii tarah tasallii 'siimaab'
KHush rahe.n vo jo mire dil kii du.aa lete hai.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
'siimaab' qadr-daa.n hai.n mire KHaan-e-jaansaTh
haazir hu.aa huu.n fikr kaa hadiyaa liye hu.e
Seemab Akbarabadi
Ghazal
aa gayaa sailaab baalii.n tak vufuur-e-girya se
rahm kar yaa rab ki paanii sar se uu.nchaa ho gayaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Sher
Seemab Akbarabadi
Ghazal
ilaahii bhed tere us ne zaahir kar diye sab par
kahaa thaa kis ne tuu 'siimaab' ko insaan paidaa kar
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
hai.n dil ke daaG bhii kyaa dil ke daaG ai 'siimaab'
Tapak rahe hai.n magar muskuraa.e jaate hai.n