SEARCH RESULTS
Showing search results for "کاکل"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "کاکل"
Ghazal
kabhii to sub.h tire kunj-e-lab se ho aaGaaz
kabhii to shab sar-e-kaakul se mushk-baar chale
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Jaun Eliya
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "کاکل"
Ghazal
kaakul-e-KHamdaar me.n KHam aur aate jaa.e.nge
zulf us kii aur bhii shaitaan hotii jaa.egii
Ameer Imam
Ghazal
dil se kal mahv-e-takallum the to ma.aluum hu.aa
ko.ii kaakul ko.ii lab ko.ii dahan yaad nahii.n
Ahmad Faraz
Ghazal
saa.np ke kaaTe kii lahre.n hai.n shab-o-roz aatii.n
kaakul-e-yaar ke saude ne aziyyat dii hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ab ai dil-e-tabaah tiraa kyaa KHayaal hai
ham to chale the kaakul-e-giitii sa.nvaarne
Sahir Ludhianvi
Ghazal
sabza-e-KHat se tiraa kaakul-e-sarkash na dabaa
ye zamurrad bhii hariif-e-dam-e-af.ii na hu.aa