SEARCH RESULTS
Showing search results for "हलवा-ए-तर"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "हलवा-ए-तर"
Ghazal
khaa.e hai is maze se Gam-e-ishq meraa dil
jaise gurisna maare hai halvaa-e-tar pe haath
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
un kii furqat me.n miraa shaGl yahii thaa din-raat
haath jab dil se uThe diida-e-tar tak pahu.nche
Kanval M. A
Ghazal
jaa.n-baKHsh sii us barg-e-gul-e-tar kii taraavat
vo lams-e-aziiz-e-do-jahaa.n yaad rahegaa
Ibn e Insha
Ghazal
bulbul na baaz aa.iyo fariyaad-o-aah se
kab tak na hogii qalb-e-gul-e-tar ko ittilaa.a
Parveen Umm-e-Mushtaq
MORE MATCHES FOR "हलवा-ए-तर"
Ghazal
mere siine ko chiir kar dekho
dil bhii rotaa hai chashm-e-tar hii nahii.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
pasiijaa dil na kisii kaa hamaare ashko.n se
har aastaa.n pe liye chashm-e-tar ga.e ham bhii
A G Josh
Ghazal
sulagnaa andar andar misra-e-tar sochte rahnaa
badan par Daal kar zaKHmo.n kii chaadar sochte rahnaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
lahuu hii kitnaa hai jo chashm-e-tar se niklegaa
yahaa.n bhii kaam na 'arz-e-hunar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Sher
lahuu hii kitnaa hai jo chashm-e-tar se niklegaa
yahaa.n bhii kaam na arz-e-hunar se niklegaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
dhulaa saa chehra bhii kuchh maa.nd pa.D gayaa aaKHir
hu.e na ashk tirii chashm-e-tar kii gard hu.e
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
A. D. Azhar
Ghazal
kyaa pighaltaa jo rag-o-pai me.n thaa yaKH-basta lahuu
vaqt ke jaam me.n thaa shola-e-tar hii kitnaa