SEARCH RESULTS
Showing search results for "andaaz-e-karam"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "andaaz-e-karam"
Ghazal
Fazal Husain Sabir
Ghazal
un ke andaaz-e-karam un pe vo aanaa dil kaa
haa.e vo vaqt vo baate.n vo zamaana dil kaa
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
baKHshaa hai apne husn kaa partav mujhe 'karam'
fitrat ke har jamiil-o-hasii.n shaahkaar ne
Karam Haidari
MORE MATCHES FOR "andaaz-e-karam"
Ghazal
charaaG-e-raah-e-mohabbat thii KHaak-e-ahl-e-vafaa
qadam qadam pe 'karam' raushnii nazar aa.ii
Karam Haidari
Ghazal
ahl-e-Gam apnii tabii.at se hai.n majbuur bahut
tere andaaz-e-karam bhii nahii.n dekhe jaate
Akhtar Wajidi
Ghazal
tabsira aap ke andaaz-e-karam par kyaa ho
mujh ko KHud apnii tabaahii kaa sabab yaad nahii.n
Yazdani Jalandhari
Ghazal
mere saaqii tire andaaz-e-karam ke sadqe
ab to 'maikash' bhii nazar aataa hai insaa.n kii tarah
Maikash Nag Puri
Ghazal
yaa tujh se bichha.Dne kaa nahii.n hausla mujh me.n
yaa tere taGaaful me.n bhii andaaz-e-karam hai
Shahryar
Ghazal
hir-phir ke sadaa rev.Dii apno.n hii ko baa.nTii
ham aap kaa andaaz-e-karam dekh rahe hai.n
Kishan lal Khandaan Dehlvi
Sher
parda-e-lutf me.n ye zulm-o-sitam kyaa kahiye
haa.e zaalim tiraa andaaz-e-karam kyaa kahiye