SEARCH RESULTS
Showing search results for "bachaa.e.n"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "bachaa.e.n"
Ghazal
ghar sajaane kaa tasavvur to bahut baa'd kaa hai
pahle ye tai ho ki is ghar ko bachaa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
Athar Nafees
Ghazal
muddat hu.ii hai kuu-e-butaa.n kii taraf ga.e
aavaargii se dil ko kahaa.n tak bachaa.e.n ham
Habib Jalib
PAGE MATCHES FOR "bachaa.e.n"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "bachaa.e.n"
Ghazal
rasm-e-ulfat ko nibhaa.e.n to nibhaa.e.n kaise
har taraf aag hai daaman ko bachaa.e.n kaise
Naqsh Layalpuri
Ghazal
kahii.n na aisaa ho apnaa vaqaar khaa jaa.e
KHizaa.n se phuul bachaa.e.n bahaar khaa jaa.e
Varun Anand
Ghazal
KHaamoshii ne sab kuchh hii to kah Daalaa hai
bole.n naa.n ab kyaa batlaa.e.n aap bataa.e.n
Fauziya rabab
Ghazal
uTTho ki zamaane ko gunaaho.n se bachaa.e.n
jo din hai qayaamat kaa vo din duur nahii.n hai
Naaz Muradabadi
Ghazal
dekhne vaale tumhaare dil bachaa.e.n kis tarah
aafat-e-jaa.n tum balaa-e-naagahaanii chuu.Diyaa.n
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
sochte sochte ik umr-e-tamanna guzrii
tanz ke tiir se ham KHud ko bachaa.e.n kaise
Zubair Bahadur Josh
Ghazal
ye kah do vo tuufaa.n se daaman bachaa.e.n
jo ha.ns ha.ns ke ye chashm-e-nam dekhte hai.n