SEARCH RESULTS
Showing search results for "dilaane"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dilaane"
Ghazal
vaqt ho.nTo.n se mire vo bhii khurach kar le gayaa
ik tabassum jo thaa duniyaa ko dikhaane ke liye
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
zaKHmo.n ke na.e phuul khilaane ke liye aa
phir mausam-e-gul yaad dilaane ke liye aa
Kaleem Aajiz
Ghazal
kaamyaabii kii hu.aa kartii hai naakaamii daliil
ra.nj aate hai.n tujhe raahat dilaane ke liye
Syed sadiq husain
PAGE MATCHES FOR "dilaane"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dilaane"
Sher
terii qurbat me.n guzaare hu.e kuchh lamhe hai.n
dil ko tanhaa.ii kaa ehsaas dilaane vaale
Shahzad Ahmad
Ghazal
Irfan Sattar
Sher
mai.n 'zafar' taa-zindagii biktaa rahaa pardes me.n
apnii ghar-vaalii ko ik ka.ngan dilaane ke liye
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
be-gharii kaa mujhe ehsaas dilaane vaale
tuu ne bartaa hai mirii be-sar-o-saamaanii ko
Azhar Faragh
Sher
us kii raaho.n me.n pa.Daa mai.n bhii huu.n kab se lekin
bhuul jaataa huu.n use yaad dilaane ke liye
Zeb Ghauri
Ghazal
terii qurbat me.n guzaare hu.e kuchh lamhe hai.n
dil ko tanhaa.ii kaa ehsaas dilaane vaale
Shahzad Ahmad
Ghazal
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
Gaar ke mu.nh se ye chaTTaan haTaane ke liye
ko.ii nekii bhii nahii.n yaad dilaane ke liye
Zeb Ghauri
Ghazal
meraa bachpan hii mujhe yaad dilaane aa.e
phir hathelii pe ko.ii naam likhaane aa.e



