SEARCH RESULTS
Showing search results for "hadees e dil ghulam rabbani taban ebooks"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hadees e dil ghulam rabbani taban ebooks"
Ghazal
har sitam lutf hai dil KHuugar-e-aazaar kahaa.n
sach kahaa tum ne mujhe Gam se sarokaar kahaa.n
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
laa.ii tirii mahfil me.n mujhe aarzuu-e-diid
darpesh hai phir marhala-e-tuur kii tajdiid
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
bahaar aa.ii gul-afshaaniyo.n ke din aa.e
uThaa.o saaz Gazal-KHvaaniyo.n ke din aa.e
Ghulam Rabbani Taban
Sher
ye chaar din kii rifaaqat bhii kam nahii.n ai dost
tamaam umr bhalaa kaun saath detaa hai
Ghulam Rabbani Taban
Sher
mai.n ne kab da.avaa-e-ilhaam kiyaa hai 'taabaa.n'
likh diyaa kartaa huu.n jo dil pe guzartii jaa.e
Ghulam Rabbani Taban
BOOKS MATCHES FOR "hadees e dil ghulam rabbani taban ebooks"
MORE MATCHES FOR "hadees e dil ghulam rabbani taban ebooks"
Ghazal
zindagii dil pe 'ajab sehr saa kartii jaa.e
ik jagah Thahrii lage aur guzartii jaa.e
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
dil vo kaafir ki sadaa aish kaa saamaa.n maa.nge
zaKHm paa jaa.e to kambaKHt namak-daa.n maa.nge
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
svaad-e-Gam me.n kahii.n gosha-e-amaa.n na milaa
ham aise kho.e ki phir teraa aastaa.n na milaa
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
ek tum hii nahii.n duniyaa me.n jafaakaar bahut
dil salaamat hai to dil ke liye aazaar bahut
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
tumhii.n bataa.o pukaaraa hai baar baar kise
aziiz kahte hai.n Gam-haa-e-rozgaar kise
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
numuu ke faiz se ra.ng-e-chaman nikhar saa gayaa
magar bahaar me.n dil shorisho.n se Dar saa gayaa
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
har mo.D ko charaaG-e-sar-e-rahguzar kaho
biite hu.e dino.n ko Gubaar-e-safar kaho
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
lutf ye hai jise aashob-e-jahaa.n kahtaa huu.n
usii zaalim ko faroG-e-dil-o-jaa.n kahtaa huu.n
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
ham ek umr jale sham-e-rahguzar kii tarah
ujaalaa Gairo.n se kyaa maa.ngte qamar kii tarah