SEARCH RESULTS
Showing search results for "hasiina"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "hasiina"
Geet
zindagii-bhar nahii.n bhuulegii vo barsaat kii raat
ek anjaan hasiina se mulaaqaat kii raat
Sahir Ludhianvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "hasiina"
Mazahiya
pedal se cycle ke jo paa.o.n ukha.D ga.e
ham jaa ke ek shoKH hasiina se la.D ga.e
Adil Lakhnavi
Mazahiya
ik thii cover me.n ek hasiina mid-off par
jo short-piich thii ge.nd vo aatii thii naaf par
Saghar Khayyami
Nazm
yahan se shahr ko dekho
har ek mard-e-javaa.n mujrim-e-rasan-ba-guluu
har ik hasiina-e-raanaa, kaniiz-e-halqa-bagosh
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
taj-mahal
aflaak se yaa kaahkashaa.n TuuT pa.Dii hai
yaa ko.ii hasiina hai ki be-parda kha.Dii hai
Mahshar Badayuni
Nazm
hasina-e-KHayal se
mujhe de de
rasiile ho.nT ma.asuumaana peshaanii hasii.n aa.nkhe.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pichhle-pahar ke sannaTe mein
sehr-zada mahbuus hasiina
sapno.n ke shiilaaT kii raanii
Ibn۔e۔Insha
Nazm
zalzala
jaa ke nazdiik ye nazzaara-e-hirmaa.n dekhaa
ek hasiina ko ba-sad haal-e-pareshaa.n dekhaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
kisii hasiina ke boso.n ke qaabil ab na rahe
to in labo.n se hamesha sharaab piine de












