SEARCH RESULTS
Showing search results for "laag"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "laag"
Ghazal
Muztar Khairabadi
PAGE MATCHES FOR "laag"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "laag"
Ghazal
lag ke saahil se jo bahtaa hai use bahne do
aise dariyaa kaa kabhii ruKH nahii.n mo.Daa karte
Gulzar
Sher
dil ke phaphuule jal uThe siine ke daaG se
is ghar ko aag lag ga.ii ghar ke charaaG se
Mahtab Rai Taban
Ghazal
bichha.D kar us kaa dil lag bhii gayaa to kyaa lagegaa
vo thak jaa.egaa aur mere gale se aa lagegaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
rog aise bhii Gam-e-yaar se lag jaate hai.n
dar se uThte hai.n to diivaar se lag jaate hai.n
Ahmad Faraz
Sher
vo TuuTte hu.e rishto.n kaa husn-e-aaKHir thaa
ki chup sii lag ga.ii dono.n ko baat karte hu.e
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
yuu.n lag rahaa hai jaise abhii lauT aa.egaa
jaate hu.e charaaG bujhaa kar nahii.n gayaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
lag ga.ii aag agar ghar ko to andesha kyaa
sho.ala-e-dil to nahii.n hai ki bujhaa bhii na sakuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
'KHumaar'-e-balaa-nosh tuu aur tauba
tujhe zaahido.n kii nazar lag ga.ii hai