SEARCH RESULTS
Showing search results for "laag"
Ghazal MATCHES FOR "laag"
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
lag ke saahil se jo bahtaa hai use bahne do
aise dariyaa kaa kabhii ruKH nahii.n mo.Daa karte
Gulzar
Ghazal
bichha.D kar us kaa dil lag bhii gayaa to kyaa lagegaa
vo thak jaa.egaa aur mere gale se aa lagegaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
rog aise bhii Gam-e-yaar se lag jaate hai.n
dar se uThte hai.n to diivaar se lag jaate hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
yuu.n lag rahaa hai jaise abhii lauT aa.egaa
jaate hu.e charaaG bujhaa kar nahii.n gayaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
lag ga.ii aag agar ghar ko to andesha kyaa
sho.ala-e-dil to nahii.n hai ki bujhaa bhii na sakuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
'KHumaar'-e-balaa-nosh tuu aur tauba
tujhe zaahido.n kii nazar lag ga.ii hai
Khumar Barabankavi
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
muntazir kab se tahayyur hai tirii taqriir kaa
baat kar tujh par gumaa.n hone lagaa tasviir kaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Hastimal Hasti
Ghazal
laag ho to us ko ham samjhe.n lagaa.o
jab na ho kuchh bhii to dhokaa khaa.e.n kyaa
Mirza Ghalib
Ghazal
rang-e-shafaq se aag shaguufo.n me.n lag ga.ii
saaGar hamaare haath se chhalkaa to ro diye