SEARCH RESULTS
Showing search results for "mazbuut"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "mazbuut"
Sher
Haseeb Soz
Ghazal
kachche gha.De ne jiit lii naddii cha.Dhii hu.ii
mazbuut kashtiyo.n ko kinaaraa nahii.n milaa
Mustafa Zaidi
Ghazal
Haseeb Soz
MORE MATCHES FOR "mazbuut"
Ghazal
Deepti Mishra
Nazm
watan
tere haatho.n me.n hai qismat kaa navishta apnaa
kis qadar tujh se bhii mazbuut hai rishta apnaa
Josh Malihabadi
Ghazal
KHud ko mazbuut banaa rakkhe pahaa.Do.n kii tarah
ret kaa aadmii andar se bikhartaa jaa.e
Iftikhar Naseem
Nazm
zindagi
is se pahle ki mire beTe kaa mazbuut badan
tan-e-mafluuj me.n shaktii bhar de
Kaifi Azmi
Sher
jin ke mazbuut iraade bane pahchaan un kii
manzile.n aap hii ho jaatii hai.n aasaan un kii
Aleena Itrat
Ghazal
bahut mazbuut logo.n ko bhii Gurbat to.D detii hai
anaa ke sab hisaaro.n ko zaruurat to.D detii hai
Javed Naseemi
Sher
kashtiyaa.n mazbuut sab bah jaa.e.ngii sailaab me.n
kaaGzii ik naav merii zaat kii rah jaa.egii
Khalid Suhail
Ghazal
ko.ii zanjiir nahii.n taar-e-nazar se mazbuut
ham ne is chaa.nd pe Daalii hai kamand aa.nkho.n se
Anwar Shuoor
Ghazal
mere jazbaat bhii sachche hai.n iraade mazbuut
ye bhii sach hai kabhii din raat nahii.n milte hai.n
Mehshar Afridi
Ghazal
zindagii ja.ng hai a.asaab kii aur ye bhii suno
ishq a.asaab ko mazbuut banaa detaa hai
Taimur Hasan
Ghazal
apnii parakh ke vaaste tuufaa.n ke darmiyaa.n
mazbuut kashtiyo.n se utarnaa pa.Daa mujhe












