SEARCH RESULTS
Showing search results for "nuqoosh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "nuqoosh"
Nazm
mere hamdam mere dost!
kaise ik chehre ke Thahre hu.e maanuus nuquush
dekhte dekhte yak-laKHt badal jaate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
teri aawaz
raat kii sat.h par ubhre tire chehre ke nuquush
vahii chup-chaap sii aa.nhke.n vahii saada sii nazar
Sahir Ludhianvi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "nuqoosh"
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
raah me.n aise nuquush-e-kaf-e-paa bhii aa.e
mai.n ne daanista jinhe.n gard-e-safar jaanaa thaa
Naseer Turabi
Nazm
mujassama
tere sab rang hayuule ke ye be-jaan nuquush
jaise marbuut KHayaalaat ke taane-baane
Ahmad Faraz
Nazm
andeshe
vo kahaa.n aur kahaa.n kaahish-e-Gam, sozish-e-jaa.n
us kii ra.ngiin nazar aur nuquush-e-hirmaa.n
Kaifi Azmi
Nazm
raat sunsan hai
aaj mai.n jaise mazaaro.n pe chalaa aayaa huu.n
gard-aaluuda calendar pe ajantaa ke nuquush
Mustafa Zaidi
Sher
mere maathe pe ubhar aate the vahshat ke nuquush
merii miTTii kisii sahraa se uThaa.ii ga.ii thii
Qamar Abbas Qamar
Ghazal
gumraah-e-mohabbat huu.n puuchho na mirii manzil
har naqsh-e-qadam meraa manzil kaa pataa hogaa
Hafeez Banarasi
Nazm
an-kahi
tujh ko ma.aluum nahii.n tujh ko bhalaa kyaa ma.aluum
tere chehre ke ye saada se achhuute se nuquush