SEARCH RESULTS
Showing search results for "nuqoosh"
Nazm MATCHES FOR "nuqoosh"
Nazm
naya sal
phir nayaa saal dabe paa.nv chalaa aayaa hai
aur miTte hu.e maddham se nuquush
Akhtar Payami
Nazm
mere hamdam mere dost!
kaise ik chehre ke Thahre hu.e maanuus nuquush
dekhte dekhte yak-laKHt badal jaate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
teri aawaz
raat kii sat.h par ubhre tire chehre ke nuquush
vahii chup-chaap sii aa.nhke.n vahii saada sii nazar
Sahir Ludhianvi
Nazm
mujassama
tere sab rang hayuule ke ye be-jaan nuquush
jaise marbuut KHayaalaat ke taane-baane
Ahmad Faraz
Nazm
raat sunsan hai
aaj mai.n jaise mazaaro.n pe chalaa aayaa huu.n
gard-aaluuda calendar pe ajantaa ke nuquush
Mustafa Zaidi
Nazm
an-kahi
tere chehre ke ye saada se achhuute se nuquush
merii taKH.iil ko kyaa rang ataa karte hai.n
Himayat Ali Shayar
Nazm
sahar hone tak
larazte saayo.n se mub.ham nuquush ubharte hai.n
ik an-kahii sii kahaanii, ik an-sunii sii baat
Mahmood Ayaz
Nazm
raat aur rail
safha-e-dil se miTaatii ahd-e-maazii ke nuquush
haal o mustaqbil ke dilkash KHvaab dikhlaatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
ek aam si laDki
vo ek aam sii la.Dkii hai jis ke saada nuquush
chamak uTThe.nge mohabbat kii sard aaho.n se
Naresh Kumar Shad
Nazm
ai nai nasl
aur ubhre.n sanam-garii ke nuquush
aur chhalke.n mai-e-suKHan ke jaam
Sahir Ludhianvi
Nazm
babul
mire lahuu me.n diye jis ke KHuu.n ke jalte hai.n
nuquush jis ke mire KHaal-o-KHad me.n Dhalte hai.n
Nazm
aap-biti
kitne aate hu.e jaate hu.e chehro.n ke nuquush
kitne bante hu.e miTte hu.e lamhaat kaa raaz
Khalil Ur Rahman Azmi
Nazm
hawa ki pusht par
hu.aa kii pusht pe kitne nuquush kanda hai.n
kahii.n nafas kii lakiire.n
Hameed Almas
Nazm
december lauT aaya hai
puraanii Diary ke KHushk hote zard panno.n se
kisii bhuulii hu.ii tasviir ke dhu.ndle nuquush ab phir