SEARCH RESULTS
Showing search results for "nuqoosh"
Ghazal MATCHES FOR "nuqoosh"
Ghazal
abhii nuquush numaayaa.n nahii.n hu.e hai.n mire
taraash kar mujhe baar-e-digar banaayaa jaa.e
Jahangeer nayab
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
raah me.n aise nuquush-e-kaf-e-paa bhii aa.e
mai.n ne daanista jinhe.n gard-e-safar jaanaa thaa
Naseer Turabi
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
gumraah-e-mohabbat huu.n puuchho na mirii manzil
har naqsh-e-qadam meraa manzil kaa pataa hogaa
Hafeez Banarasi
Ghazal
nuquush paa.nv ke likhte hai.n manzil-e-naa-yaaft
miraa safar to hai tahriir merii raaho.n me.n
Fahmida Riaz
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
sar ko kabhii qadam pe jhukaayaa na jaa.egaa
un ke nuquush-e-paa ko miTaayaa na jaa.egaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
nuquush-e-lams-e-haqiiqat miTaane vaalaa thaa
magar vo KHvaab mirii dastaras me.n aayaa na.ii.n
Aqib Sabir
Ghazal
mazaaq chho.D bataa ye ki mujh se kyaa parda
tire nuquush hai.n saare mire talaashe hu.e
Amir Ameer
Ghazal
ga.e dino.n kii tasviiro.n ke bujhte hu.e nuquush
taaza tark-e-ta.alluq ke sadmaat akelaa kamra
Aitbar Sajid
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
Aziz Nabeel
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
tasviir ke do ruKH hai.n jaa.n aur Gam-e-jaanaa.n
ik naqsh chhupaanaa hai ik naqsh dikhaanaa hai