SEARCH RESULTS
Showing search results for "rutba"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "rutba"
Ghazal
Ibn e Insha
Geet
rutba hii kuchh buland kiyaa kyaa buraa kiyaa
har ik galii kii KHaak to ham chhaante nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek makDa aur makkhi
ye soch ke makkhii se kahaa us ne ba.Dii b
allaah ne baKHshaa hai ba.Daa aap ko rutba
Allama Iqbal
Ghazal
behtar hai ki is bazm se uTh aa.iye 'mohsin'
sarqe ko jahaa.n rutba-e-ilhaam diyaa jaa.e
Mohsin Bhopali
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "rutba"
Ghazal
haa.n haa.n tiraa raqiib se be-shak hai rabt-zabt
rutba yaqiin kaa hai ziyaada gumaan se
Dagh Dehlvi
Ghazal
ise charaaG kaa rutba kahuu.n yaa ro.ab kahuu.n
havaa ke par mirii dahliiz par simaTne lage
Nawaz Asimi
Ghazal
dil ne paayaa hai mohabbat kaa ye aalii rutba
aap ke dard-e-davaa-kaar kii KHidmat kar ke
Hasrat Mohani
Ghazal
'jaalib' mere sher samajh me.n aa jaate hai.n
isii liye kam-rutba shaa.er kahlaataa huu.n
Habib Jalib
Ghazal
tumhaare husn se kyaa rutba maah-e-kan.aa.n ko
vahii to chaa.nd jise Duubne ko chaah mile
Dagh Dehlvi
Ghazal
der se aaj miraa sar hai tire zaanuu par
ye vo rutba hai jo shaaho.n ko milaa kartaa hai
Qateel Shifai
Marsiya
ye kaun sii tasviir-e-tajallii se bharii hai
go husn kaa rutba nahii.n mazkuur hu.aa hai