SEARCH RESULTS
Showing search results for "rutba"
Ghazal MATCHES FOR "rutba"
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
behtar hai ki is bazm se uTh aa.iye 'mohsin'
sarqe ko jahaa.n rutba-e-ilhaam diyaa jaa.e
Mohsin Bhopali
Ghazal
haa.n haa.n tiraa raqiib se be-shak hai rabt-zabt
rutba yaqiin kaa hai ziyaada gumaan se
Dagh Dehlvi
Ghazal
ise charaaG kaa rutba kahuu.n yaa ro.ab kahuu.n
havaa ke par mirii dahliiz par simaTne lage
Nawaz Asimi
Ghazal
dil ne paayaa hai mohabbat kaa ye aalii rutba
aap ke dard-e-davaa-kaar kii KHidmat kar ke
Hasrat Mohani
Ghazal
'jaalib' mere sher samajh me.n aa jaate hai.n
isii liye kam-rutba shaa.er kahlaataa huu.n
Habib Jalib
Ghazal
tumhaare husn se kyaa rutba maah-e-kan.aa.n ko
vahii to chaa.nd jise Duubne ko chaah mile
Dagh Dehlvi
Ghazal
der se aaj miraa sar hai tire zaanuu par
ye vo rutba hai jo shaaho.n ko milaa kartaa hai
Qateel Shifai
Ghazal
vo aa.nkh bhii uThaa ke hame.n dekhte nahii.n
rutba pahu.nch gayaa hai ye ranj-o-malaal kaa
Aagha Akbarabadi
Ghazal
ajiib rutba inaayat kiyaa hai qambar ko
Gulaam yaa shah-e-duldul-savaar ham bhii hai.n
Aagha Akbarabadi
Ghazal
ham baa.nsurii par maut kii gaate rahe naGma tiraa
ai zindagii ai zindagii rutba rahe baalaa tiraa
Khalilur Rahman Azmi
Ghazal
gulshan-e-firdaus par kyaa naaz hai rizvaa.n tujhe
puuchh us ke dil se jo hai rutba-daan-e-lucknow
Nazm Tabatabai
Ghazal
jab chashm kiyaa terii taraf ahl-e-nazar ne
had-darja fuzuu.n rutba-o-jaahii nazar aaya