SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaGar"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "saaGar"
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
go haath ko jumbish nahii.n aa.nkho.n me.n to dam hai
rahne do abhii saaGar-o-miinaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
kisii tarah to jame bazm mai-kade vaalo
nahii.n jo baada-o-saaGar to haav-huu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
PAGE MATCHES FOR "saaGar"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "saaGar"
Ghazal
Meeraji
Ghazal
aur baazaar se le aa.e agar TuuT gayaa
saaGar-e-jam se miraa jaam-e-sifaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Nazm
ek aarzu
gul kii kalii chaTak kar paiGaam de kisii kaa
saaGar zaraa saa goyaa mujh ko jahaa.n-numaa ho
Allama Iqbal
Ghazal
aa.o ik sajda kare.n aalam-e-mad.hoshii me.n
log kahte hai.n ki 'saaGar' ko KHudaa yaad nahii.n
Saghar Siddiqui
Ghazal
ye jo diivaane se do-chaar nazar aate hai.n
in me.n kuchh saahab-e-asraar nazar aate hai.n
Saghar Siddiqui
Sher
Saghar Azmi
Ghazal
'saaGar' vo kah rahe the ki pii liijiye huzuur
un kii guzaarishaat se ghabraa ke pii gayaa