SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaleh"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "saaleh"
Ghazal
saaleh rivaayato.n pe bhii aane lagaa zavaal
qiimat ba.Dhii hai in dino.n kaaGaz ke phuul kii
Mehdi Pratapgarhi
Rubai
jis tarah rago.n me.n KHuun-e-saaleh ho ravaa.n
jis tarah hayaat kaa hai markaz rag-e-jaa.n
Firaq Gorakhpuri
MORE MATCHES FOR "saaleh"
Ghazal
vajuud miT gayaa parvaano.n ke sambhalne tak
dhu.aa.n hii uThtaa rahaa sham.a ke pighalne tak
Saleh Nadeem
Ghazal
saaleh thaa amal jab tak sardaar rahe ham hii
phir ham me.n amal-gar ho aa.o ye du.aa maa.nge.n
Mohammad Azhar Shams
Kulliyat
mai.n mu.nh nahii.n lagaayaa bint-ul-inab ko gaahe
tab thaa javaan-e-saaleh ab piir-e-mai-kada huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
Rauf Sadiq
Nazm
KHuda
zaalimo.n ko rok de jo pal me.n un kii Toh se
naaqa-e-saaleh kare paidaa jo batn-e-koh se
Misdaque Azmi
Ghazal
Saleem Kausar
Sher
qurbate.n hote hu.e bhii faaslo.n me.n qaid hai.n
kitnii aazaadii se ham apnii hado.n me.n qaid hai.n
Saleem Kausar
Sher
kahaanii likhte hu.e daastaa.n sunaate hu.e
vo so gayaa hai mujhe KHvaab se jagaate hu.e
Saleem Kausar
Sher
apne jaisii ko.ii tasviir banaanii thii mujhe
mire andar se sabhii rang tumhaare nikle














