SEARCH RESULTS
Showing search results for "sar-e-raah"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "sar-e-raah"
Ghazal
reza reza mai.n sar-e-raah bikhar jaa.u.ngaa
tum se gar duur rahuu.ngaa to mai.n mar jaa.u.ngaa
Faisal Farooq
Ghazal
Kamil Chandpuri
Ghazal
kyo.n milaate ho sar-e-raah sar-e-aam aa.nkhe.n
be-sabab shahr me.n ho jaa.e.ngii badnaam aa.nkhe.n
Sada Ambalvi
Sher
kha.Daa hu.aa huu.n sar-e-raah muntazir kab se
ki ko.ii guzre to Gam kaa ye bojh uThvaa de
Abdul Hafiz Naeemi
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
sar-e-raah
सर-ए-राह سَرِ راہ
on the road, on the way, on the road, the high road, in the middle of road, while walking
Persian
MORE MATCHES FOR "sar-e-raah"
Sher
zindagii TuuT ke bikhrii hai sar-e-raah abhii
haadisa kahiye ise yaa ki tamaashaa kahiye
Mohammad Daood Mohsin
Ghazal
sab kahte hai.n dekh us ko sar-e-raah zamii.n par
''kis raah se aayaa ye utar maah zamii.n par''
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
yuu.n tire mast sar-e-raah chalaa karte hai.n
jaise shaahaan-e-falak-jaah chalaa karte hai.n
Shamim Karhani
Ghazal
ab ham charaaG ban ke sar-e-raah jal uThe
dekhe.n to kis tarah se bhaTakte hai.n qaafile
Vishvanath Dard
Ghazal
ko.ii milaa thaa sar-e-raah ik zamaana hu.aa
phir us ke baa'd ko.ii aisaa saaneha na hu.aa
Shakeel Nashtar
Nazm
kahili
sar-e-rah pe.D jaamun kaa kha.Daa hai
ba.Daa chhitnaar hai saaya ghanaa hai
Mehdi Pratapgarhi
Ghazal
ham ne tirii talab me.n sar-e-rah-guzar ko dekhaa
har marhale se guzre har KHushk-o-tar ko dekhaa
Saifi Amrohwi
Ghazal
tamaasha apnaa sar-e-rah-guzar banaayaa jaa.e
jo raahzan hai use raahbar banaayaa jaa.e
Jahangeer Nayab
Ghazal
mahsuus lams jis kaa sar-e-rah-guzar kiyaa
saayaa thaa vo usii kaa jise ham-safar kiyaa
Sabir Zafar
Sher
masjid kii sar-e-raah binaa Daal na zaahid
is rok se hone ke nahii.n kuu-e-butaa.n band
Mubarak Azimabadi
Sher
mai.n ek sham-e-sar-e-rah-guzaar huu.n 'ajmal'
na jaane kis liye mujh ko bujhaanaa chaahtaa hai
Naseem Ajmal
Ghazal
chhupe hu.e hai.n sar-e-raah sau KHatar KHaamosh
chale chalo mere yaaraan-e-ham-safar KHaamosh