SEARCH RESULTS
Showing search results for "tab-o-taab"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tab-o-taab"
Ghazal
jamaal paa ke tab-o-taab-e-Gam yagaana hu.aa hai
mire liye ye zar-e-gul charaaG-e-KHaana hu.aa hai
Zaheer Fatehpuri
Rubai
chehre kii tab-o-taab me.n kau.nd lapke
aa.nkho.n me.n hasiin raat palke.n jhapke
Naresh Kumar Shad
PAGE MATCHES FOR "tab-o-taab"
MORE MATCHES FOR "tab-o-taab"
Ghazal
maanaa ki 'taab' yuu.n bhii guzar jaa.egii magar
zikr-e-jamaal-e-gul-badnaa.n kuchh na kuchh to ho
Tab Aslam
Ghazal
merii nazar me.n us kii tab-o-taab aur hai
kahte hai.n jis ko gauhar-e-naayaab aur hai
Jahangeer nayab
Ghazal
is zindagii me.n kuchh to tab-o-taab chaahiye
aa.nkho.n ko roz ek nayaa KHvaab chaahiye
Ashfaq Husain
Ghazal
pahle to na thii itnii tab-o-taab Gazal me.n
kaam aa ga.ii Gam-KHvaarii-e-ahbaab Gazal me.n
Asrar Zaidi
Ghazal
apne hone kii tab-o-taab se baahar na hu.e
ham hai.n vo siip jo aazaada-e-gauhar na hu.e
Amjad Islam Amjad
Ghazal
vo raqs kahaa.n aur vo tab-o-taab kahaa.n hai
vo sajda-e-shauq aur vo mehraab kahaa.n hai
Tanveer Ahmad Alvi
Ghazal
zamaane bhar ko na.ii taab-o-tab dikhaa na sake
vo shaKHs kyaa jo Gamo.n me.n bhii muskuraa na sake