SEARCH RESULTS
Showing search results for "taras"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taras"
Ghazal
log TuuT jaate hai.n ek ghar banaane me.n
tum taras nahii.n khaate bastiyaa.n jalaane me.n
Bashir Badr
Sher
bastii me.n apnii hinduu musalmaa.n jo bas ga.e
insaa.n kii shakl dekhne ko ham taras ga.e
Kaifi Azmi
Sher
log TuuT jaate hai.n ek ghar banaane me.n
tum taras nahii.n khaate bastiyaa.n jalaane me.n
Bashir Badr
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taras"
Ghazal
taras rahaa huu.n magar tuu nazar na aa mujh ko
ki KHud judaa hai tuu mujh se na kar judaa mujh ko
Ahmad Faraz
Ghazal
taras rahe hai.n javaa.n phuul ho.nT chhuune ko
machal machal ke havaa.e.n bulaa rahii hai.n tumhe.n
Sahir Ludhianvi
Sher
qaasid payaam-e-shauq ko denaa bahut na tuul
kahnaa faqat ye un se ki aa.nkhe.n taras ga.ii.n
Jaleel Manikpuri
Ghazal
sun.ne vaale ro diye sun kar mariiz-e-Gam kaa haal
dekhne vaale taras khaa kar du.aa dene lage
Saqib Lakhnavi
Nazm
kahan jaoge
aur kuchh der me.n luT jaa.egaa har baam pe chaa.nd
aks kho jaa.e.nge aa.iine taras jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ek duniyaa ek saa.e par taras khaatii hu.ii
lauT kar aayaa huu.n mai.n apnaa tamaashaa dekh kar