SEARCH RESULTS
Showing search results for "taras"
Ghazal MATCHES FOR "taras"
Ghazal
log TuuT jaate hai.n ek ghar banaane me.n
tum taras nahii.n khaate bastiyaa.n jalaane me.n
Bashir Badr
Ghazal
nishaan-e-raah dikhaate the jo sitaaro.n ko
taras ga.e hai.n kisii mard-e-raah-daa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
taras rahaa huu.n magar tuu nazar na aa mujh ko
ki KHud judaa hai tuu mujh se na kar judaa mujh ko
Ahmad Faraz
Ghazal
taras rahe hai.n javaa.n phuul ho.nT chhuune ko
machal machal ke havaa.e.n bulaa rahii hai.n tumhe.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
sun.ne vaale ro diye sun kar mariiz-e-Gam kaa haal
dekhne vaale taras khaa kar du.aa dene lage
Saqib Lakhnavi
Ghazal
ek duniyaa ek saa.e par taras khaatii hu.ii
lauT kar aayaa huu.n mai.n apnaa tamaashaa dekh kar
Saqi Faruqi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
kisii aashiq ke marne kaa nahii.n taras
magar yaa.n kii musalmaanii yahii hai
Siraj Aurangabadi
Ghazal
sunaa hai us ke badan kii taraash aisii hai
ki phuul apnii qabaa.e.n katar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ye shahr to bahut achchhaa hai apne gaa.nv se
ki raah chalto.n kaa ko.ii taraas bhii nahii.n hai
Ismail Raaz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Javed Naseemi
Ghazal
phir us ke dekhne ko aa.nkhe.n taras rahii hai.n
yaadash ba-KHair jis ne diivaana kar diyaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
mai.n ne taras taras ke guzaarii hai saarii umr
merii na hogii jaan jo hasrat nikal ga.ii