SEARCH RESULTS
Showing search results for "vaabasta-e-tan"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "vaabasta-e-tan"
Ghazal
ruuh o tan kaa ishq ye qaa.em rahegaa daa.imii
KHatm ba.ad-e-marg bhii ye silsila hotaa nahii.n
Ibn-e-Mufti
Ghazal
dekh kar dar-parda garm-e-daaman-afshaanii mujhe
kar ga.ii vaabasta-e-tan merii uryaanii mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
raushan hai apnii be-hunarii aaftaab se
hai sub.h ke qariib shab-e-taar aaj-kal
Parveen Umm-e-Mushtaq
Sher
naav kaaGaz kii tan-e-KHaakii-e-insaa.n samjho
Garq ho jaa.e.ngii chhii.nTaa jo pa.Daa paanii kaa
Kalb-e-husain Nadir
MORE MATCHES FOR "vaabasta-e-tan"
Rubai
mustaGnii-e-tard-o-ta.an kotah-nazraa.n
rakh apne ko vabasta-e-injaah-e-maraam
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
ham log to vaabasta-e-yak-taar-e-nazar the
maa'luum nahii.n is ke sivaa bhii ko.ii lau thii
Akhtar Usman
Ghazal
Qazi Syed Mushtaq Naqvi
Ghazal
nit rahe vaabasta-e-zanjiir-e-zulf-e-mahvishaa.n
firqa ushshaaq me.n apnaa yahii baanaa rahaa
Hassamuddin Haider Nami
Sher
haadsaat-e-dahr me.n vaabasta-e-arbaab-e-dard
lii jahaa.n karvaT kisii ne inqalaab aa hii gayaa