SEARCH RESULTS
Showing search results for "zad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zad"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zad"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
sabaq milaa hai ye meraaj-e-mustafaa se mujhe
ki aalam-e-bashariiyat kii zad me.n hai garduu.n
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar (1)
jahaan-zaad niiche galii me.n tire dar ke aage
ye mai.n soKHtaa-sar hasan-kuuzaa-gar huu.n!
Noon Meem Rashid
Ghazal
salb-e-biinaa.ii ke ahkaam mile hai.n jo kabhii
raushnii chhuune kii KHvaahish ko.ii shab-zaad kare
Parveen Shakir
Ghazal
ashk apnaa ki tumhaaraa nahii.n dekhaa jaataa
abr kii zad me.n sitaaraa nahii.n dekhaa jaataa
Mohsin Naqvi
Ghazal
gumaan thaa ki samajh le.nge mausamo.n kaa mizaaj
khulii jo aa.nkh to zad pe sabhii Thikaane the
Aashufta Changezi
Ghazal
paidaa.ish ke din se maut kii zad me.n hai.n
is maqtal me.n kaun hame.n le aayaa hai