SEARCH RESULTS
Showing search results for "ارتعاش"
Ghazal MATCHES FOR "ارتعاش"
Ghazal
haatho.n se intiqaam liyaa irti.aash ne
daamaan-e-yaar se ko.ii nisbat nahii.n rahii
Khumar Barabankavi
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
rahmat nazar bachaa ke nikalne ko thii magar
vo irti.aash-e-dast-e-du.aa yaad aa gayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
haatho.n ke irti.aash me.n baad-e-muraad hai
chaltii hai.n kashtiyaa.n ki du.aa kar rahe hai.n ham
Zulfiqar Aadil
Ghazal
miltii hai KHuu-e-yaar se naar iltihaab me.n
kaafir huu.n gar na miltii ho raahat azaab me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
bas ab to rah ga.ii hai dikhaave kii zindagii
saa.nso.n ke taar taar me.n ek irti.aash hai
Afzal Minhas
Ghazal
har-suu lage.nge mujh se sadaaqat ke ishtihaar
har-suu mohabbato.n ke sabaq chho.D jaa.uu.ngaa
Iqbal Sajid
Ghazal
ik ijtihaad kaa pahluu zaruur hai tujh me.n
KHushii hu.ii tire naa-vaqt muskuraane se
Jaun Eliya
Ghazal
'siimaab' ijtihaad hai husn-e-talab miraa
tarmiim chaahtaa huu.n mazaaq-e-jamaal me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
mujhe KHariidne vaalo qataar me.n aa.o
vo chiiz huu.n jo pas-e-ishtihaar rahtii hai
Rahat Indori
Ghazal
vo mere shiisha-e-dil par KHaraash chho.D gayaa
dayaar-e-ruuh me.n ik irti'aash chho.D gayaa
Hira Nand Soz
Ghazal
tujhii se ibtidaa hai tuu hii ik din intihaa hogaa
sadaa-e-saaz hogii aur na saaz-e-be-sadaa hogaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
Akhtar Ansari Akbarabadi
Ghazal
mai.n apne qatl pe chiiKHaa to duur duur talak
sukuut-e-dasht me.n ik irti.aash aa.egaa