SEARCH RESULTS
Showing search results for "انعام"
Ghazal MATCHES FOR "انعام"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
in'aam ke laalach me.n likhe mad.h kisii kii
itnaa to kabhii ko.ii suKHan-var nahii.n girtaa
Qateel Shifai
Ghazal
aaGaaz to hotaa hai anjaam nahii.n hotaa
jab merii kahaanii me.n vo naam nahii.n hotaa
Meena Kumari Naz
Ghazal
ham ne kab chaahaa ki vo shaKHs hamaaraa ho jaa.e
itnaa dikh jaa.e ki aa.nkho.n kaa guzaara ho jaa.e
Yasir Khan Inam
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
be-sutuu.n ik navaahii me.n hai shahr-e-dil kii
tesha in.aam kare.n aur ko.ii farhaad rakhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
in.aam ho KHitaab ho vaise mile kahaa.n
jab tak sifaarisho.n ko ikaTThaa kiyaa na jaa.e
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
zamii.n banaa.ii ga.ii aasmaa.n banaayaa gayaa
baraa.e-ishq ye saaraa jahaa.n banaayaa gayaa
Yasir Khan Inam
Ghazal
is se ba.Dh kar ko.ii in.aam-e-hunar kyaa hai 'faraaz'
apne hii ahd me.n ik shaKHs fasaana ban jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
in.aam-e-na.ng-o-naam mire kaam ke nahii.n
majzuub huu.n so merii sataa.ish fuzuul hai
Shahid Zaki
Ghazal
aa.nkho.n ko kuchh KHvaab dikhaa kar maane.nge
aap hamaare hosh u.Daa kar maane.nge
Yasir Khan Inam
Ghazal
havas in.aam samajhtii hai karam ko tere
aur mohabbat hai ki ehsaa.n ko sazaa jaantii hai
Ahmad Faraz
Ghazal
banaa hu.aa thaa kahii.n aab-daan kaaGaz par
thii itnii pyaas ki rakh dii zabaan kaaGaz par
Yasir Khan Inam
Ghazal
aap kyaa mujh ko navaaze.nge janaab-e-aalii
saltanat tak mire in.aam me.n bik jaatii hai
Munawwar Rana
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
kabhii is jurm pe sar kaaT diye jaate the
ab to in.aam diyaa jaataa hai Gaddaarii par
Saleem Kausar
Ghazal
miltaa hai kabhii bosa ne gaalii hii paate hai.n
muddat hu.ii kuchh ham ko in.aam nahii.n hotaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
in.aam kaa uqbaa ke to kyaa puuchhnaa lekin
duniyaa me.n bhii iimaa.n kaa silaa mere liye hai
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
jaahil ko agar jehl kaa in.aam diyaa jaa.e
is haadisa-e-vaqt ko kyaa naam diyaa jaa.e