SEARCH RESULTS
Showing search results for "سیمابؔ"
Ghazal MATCHES FOR "سیمابؔ"
Ghazal
'siimaab' ko shagufta na dekhaa tamaam umr
kam-baKHt jab milaa hame.n Gam-aashnaa milaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
'siimaab' be-ta.Dap sii ta.Dap hijr-e-yaar me.n
kyaa bijliyaa.n bharii hai.n dil-e-be-qaraar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
'siimaab' ijtihaad hai husn-e-talab miraa
tarmiim chaahtaa huu.n mazaaq-e-jamaal me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
jalva-gar hai is me.n ai 'siimaab' ik duniyaa-e-husn
jaam-e-jam se hai ziyaada dil kaa aa.iina mujhe
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
de hii dete hai.n kisii tarah tasallii 'siimaab'
KHush rahe.n vo jo mire dil kii du.aa lete hai.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
'siimaab' qadr-daa.n hai.n mire KHaan-e-jaansaTh
haazir hu.aa huu.n fikr kaa hadiyaa liye hu.e
Seemab Akbarabadi
Ghazal
aa gayaa sailaab baalii.n tak vufuur-e-girya se
rahm kar yaa rab ki paanii sar se uu.nchaa ho gayaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
ilaahii bhed tere us ne zaahir kar diye sab par
kahaa thaa kis ne tuu 'siimaab' ko insaan paidaa kar
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
hai.n dil ke daaG bhii kyaa dil ke daaG ai 'siimaab'
Tapak rahe hai.n magar muskuraa.e jaate hai.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
etikaaf in dino.n hai farz sunaa hai 'siimaab'
ramazaa.n aa ga.e mai-KHaana-nashii.n hote hai.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
jhuumaa kyaa suruur se 'siimaab' raat bhar
dekhaa kiyaa kisii kii nashiilii nazar ko mai.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
marhamat farmaa ke ai 'siimaab' Gam kii lazzate.n
ziist kii talKHii ko fitrat ne gavaaraa kar diyaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
kyaa KHabar 'siimaab' kab ghabraa ke de de apnii jaan
zabt go ab tak tahammul-kosh hai tere baGair
Seemab Akbarabadi
Ghazal
josh-e-girya us par aaho.n kii ye sailaabii havaa
kaun sii hai mauj-e-ashk aisii jo tuufaanii nahii.n