SEARCH RESULTS
Showing search results for "عقیدت"
Ghazal MATCHES FOR "عقیدت"
Ghazal
hai tumhaare liye kuchh aisii aqiidat dil me.n
apne haatho.n me.n du.aa.o.n saa uThaa le.n tum ko
Wasi Shah
Ghazal
ik aap kaa dar hai mirii duniyaa-e-aqiidat
ye sajde kahii.n aur adaa ho nahii.n sakte
Asad Bhopali
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
hai ibaadat ke liye shart aqiidat 'daanaa'
bandagii ke liye sajda nahii.n maa.ngaa jaataa
Abbas Dana
Ghazal
rahbar tamaam mulk ke nazro.n se gir ga.e
aa.nkhe.n khulii.n to dil me.n aqiidat nahii.n rahii
Salman Akhtar
Ghazal
ik shaKHs se vaabasta jazbaat hai.n saf-basta
ik tarz-e-aqiidat hai yak-tarfa mohabbat bhii
Waqar Sahar
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
saalhaa-saal aqiidat se khulaa rahtaa hai
munfarid raaho.n kaa aaGosh jiyaalo.n ke liye
Farigh Bukhari
Ghazal
ham the mohtaat ta'alluq me.n tavaazun rakkhaa
paas-e-ulfat rahaa had-darja aqiidat nahii.n dii
Ahmad Ashfaq
Ghazal
baras rahii hai.n aqiidat kii badliyaa.n lekin
shu.uur aaj pyaasaa dikhaa.ii detaa hai
Ameer Qazalbash
Ghazal
'zauq' se us ko aqiidat hai ki allaah allaah
aur 'Gaalib' kaa taraf-daar bhii aisaa vaisaa
Javed Saba
Ghazal
apne vahshat-zada kamre kii ik almaarii me.n
terii tasviir aqiidat se sajaa rakkhii hai
Kausar Niyazi
Ghazal
jo tere saath mohabbat thii mar ga.ii hai vo
magar jo tujh se aqiidat hai kam nahii.n hotii
Jahanzeb Sahir
Ghazal
ye log apne aqiide se pyaar karte hai.n
isii liye to aqiidat nahii.n hu.ii mujh se
Jahanzeb Sahir
Ghazal
bajaa hai apnii aqiidat magar savaal ye hai
vo aadmii ho to kyuu.nkar KHudaa nazar aa.e