SEARCH RESULTS
Showing search results for "پسینے"
Ghazal MATCHES FOR "پسینے"
Ghazal
pasiine baa.nTtaa phirtaa hai har taraf suuraj
kabhii jo haath lagaa to nicho.D duu.ngaa use
Rahat Indori
Ghazal
ye maathe par pasiine kii jo larzish tum ne dekhii
ye ik chehre pe laa-haasil mashaqqat ro rahii hai
Azm Bahzad
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
phuul jaage hai.n kahii.n tere badan kii maanind
os mahkii hai kahii.n tere pasiine kii tarah
Mustafa Zaidi
Ghazal
saarii chamak hamaare pasiine kii hai janaab
virse me.n ham ko ko.ii bhii zevar nahii.n milaa
Hastimal Hasti
Ghazal
vo saath sonaa kisii kaa vo garm-joshii haa.e
namii vo jism kii cholii vo tar pasiine se
Nizam Rampuri
Ghazal
sehr lagtaa hai pasiine me.n nahaayaa hu.aa jism
ye 'ajab nii.nd me.n Duubii hu.ii bedaarii hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
is liye sab se alag hai mirii KHushbuu 'aamii'
mushk-e-mazduur pasiine me.n liye phirtaa huu.n
Imran Aami
Ghazal
Kunwar Bechain
Ghazal
mai.n KHuun bahaa kar bhii hu.aa baaG me.n rusvaa
us gul ne magar kaam pasiine se nikaalaa
Iqbal Sajid
Ghazal
mehnat se mil gayaa jo safiine ke biich thaa
dariyaa-e-itr mere pasiine ke biich thaa
Abu Turab
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
ham pasiine me.n sharaabor the aur duur kahii.n
aise lagtaa hai kahii.n taKHt-e-havaa par ko.ii thaa