SEARCH RESULTS
Showing search results for "گزرو"
Ghazal MATCHES FOR "گزرو"
Ghazal
KHushbuu kii tarah guzro mirii dil kii galii se
phuulo.n kii tarah mujh pe bikhar jaa.o kisii din
Amjad Islam Amjad
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
jin me.n mil jaate the ham tum kabhii aate jaate
jab bhii un galiyo.n se guzroge to yaad aa.uu.ngaa
Rajendra Nath Rahbar
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
bahaar aa.ii hai tum bhii aa.o idhar se guzro
ki dekhnaa chaahte hai.n tum ko gulaab saare
Ahmad Faraz
Ghazal
alaava raah-e-qalandar tamaam duniyaa me.n
kisii bhii raah se guzro zamaana pa.Dtaa hai
Azhar Inayati
Ghazal
paa.nv-tale hai rau.nd ke guzro kuchal ke dekho
piichhe jaa.o aage aa.o KHvaab kaa kyaa hai
Daniyal Tareer
Ghazal
aabaadiyo.n me.n dasht kaa manzar bhii aa.egaa
guzroge shahr se to miraa ghar bhii aa.egaa
Naushad Ali
Ghazal
agar ye zid hai ki mujh se du.aa salaam na ho
to aisii raah se guzro jo raah-e-aam na ho
Jamill Murassapuri
Ghazal
guzro kisii bastii se zaraa bhes badal kar
naqshe me.n tumhe.n shahr-e-sitamgar na milegaa
Ameer Qazalbash
Ghazal
guzro na is tarah ki tamaashaa nahii.n huu.n mai.n
samjho ki ab huu.n aur dobaara nahii.n huu.n mai.n
Obaidullah Aleem
Ghazal
Irfan Sattar
Ghazal
sair hai jaise ko.ii, aise jahaa.n se guzro
duur tak phailaa hai ik arsa-e-furqat dekho
Muneer Niyazi
Ghazal
guzro dayaar-e-fikr se 'mansuur' is tarah
KHud par zavaal aa.e na fan par zavaal aa.e
Mansoor Usmani
Ghazal
shaiKH jii aa.o musallaa giro jaam karo
jins taqvaa ke ta.ii.n sirf mai-e-KHaam karo
Meer Taqi Meer
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
tum is taraf se jo guzro to itnaa yaad rahe
ki is navaah me.n ham saa divaana pa.Dtaa hai