SEARCH RESULTS
Showing search results for "क़ुर्बत"
Ghazal MATCHES FOR "क़ुर्बत"
Ghazal
qurbat bhii nahii.n dil se utar bhii nahii.n jaataa
vo shaKHs ko.ii faisla kar bhii nahii.n jaataa
Ahmad Faraz
Ghazal
bebasii bhii kabhii qurbat kaa sabab bantii hai
ro na paa.e.n to gale yaar se lag jaate hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
terii qurbat ke ye lamhe use raas aa.e.n kyaa
sub.h hone kaa jise shaam se Dar lagtaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
Deepti Mishra
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
mirii qurbat se kyuu.n KHaa.if hai duniyaa
samundar huu.n mai.n KHud me.n guu.njtaa huu.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
nahii.n aisaa bhii ki ik umr kii qurbat ke nashe
ek do roz kii ranjish se Thikaane lag jaa.e.n
Ahmad Faraz
Ghazal
itnii shiddat se na mil tuu ki judaa.ii chaahe.n
yahii qurbat tirii duurii kaa bahaana ban jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
Tahzeeb Hafi
Ghazal
qurbat ke us pe.D kii shaaKHo.n par dekho
phuul udaasii kaa hai samar afsos kaa hai
Ahmad Faraz
Ghazal
A.R Sahil 'Aleeg'
Ghazal
terii qurbat kaa nasha TuuT rahaa hai mujh me.n
is qadar sahl na ho tuu mirii dushvaarii par
Saleem Kausar
Ghazal
vasl ho hijr ho qurbat ho ki duurii ho 'faraaz'
saarii kaifiyyate.n sab tishnagiyaa.n ek sii hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
tuu qariib aa.e to qurbat kaa yuu.n iz.haar karuu.n
aa.ina saamne rakh kar tiraa diidaar karuu.n
Nida Fazli
Ghazal
kar diyaa aap kii qurbat ne bahut duur mujhe
aap se bu.ad kaa ehsaas na itnaa thaa kabhii