SEARCH RESULTS
Showing search results for "काबा"
Ghazal MATCHES FOR "काबा"
Ghazal
iimaa.n mujhe roke hai jo khii.nche hai mujhe kufr
ka.aba mire piichhe hai kaliisaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
ka.aba o dair me.n yaa chashm-o-dil-e-aashiq me.n
inhii.n do-chaar gharo.n me.n hai Thikaanaa teraa
Dagh Dehlvi
Ghazal
mujhe maante sab aisaa ki aduu bhii sajde karte
dar-e-yaar ka.aba bantaa jo miraa mazaar hotaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
aaKHir ko.ii suurat bhii to ho KHaana-e-dil kii
ka.aba nahii.n bantaa hai to but-KHaana banaa de
Behzad Lakhnavi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
hame.n karnaa hai KHudaavand kii imdaad so ham
dair-o-ka.aba ko la.Daane ke liye nikle hai.n
Jaun Eliya
Ghazal
diida-varaan-e-but-kada ik mashvara to do
ka.aba jhalak yahaa.n bhii dikhaa.e to kyaa karuu.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
mai-kade se nikal kar janaab-e-'KHumaar'
ka.aba o dair me.n KHaak u.Daate rahe
Khumar Barabankavi
Ghazal
Unknown
Ghazal
dil me.n bhii miltaa hai vo kaaba bhii us kaa hai maqaam
raah nazdiik kii ai azm-e-safar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ek ik yaad ke haatho.n pe charaaGo.n bhare tasht
ka.aba-e-dil kii fazaa hai ki sanam-KHaano.n kii
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
dair o ka.aba me.n 'adam' hairat-farosh
do-jahaa.n kii bad-zanii thii mai.n na thaa