SEARCH RESULTS
Showing search results for "गहरा"
Ghazal MATCHES FOR "गहरा"
Ghazal
Meeraji
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
vo aadmii nahii.n hai mukammal bayaan hai
maathe pe us ke choT kaa gahraa nishaan hai
Dushyant Kumar
Ghazal
ik zaKHm mujh ko chaahiye mere mizaaj kaa
ya.anii haraa bhii chaahiye gahraa bhii chaahiye
Jawad Sheikh
Ghazal
aap kii aa.nkh se gahraa hai mirii ruuh kaa zaKHm
aap kyaa soch sake.nge mirii tanhaa.ii ko
Mohsin Naqvi
Ghazal
aqab me.n gahraa samundar hai saamne ja.ngal
kis intihaa pe miraa mehrbaan chho.D gayaa
Parveen Shakir
Ghazal
zehn kii khi.Dkii khulii dil kaa dariicha vaa hu.aa
tab jahaa.n ke dard se rishta miraa gahraa hu.aa
Jahangeer nayab
Ghazal
mai.n apne aap me.n gahraa utar gayaa shaayad
mire safar se alag ho ga.ii ravaanii mirii
Abbas Tabish
Ghazal
ye masiihaa.ii use bhuul ga.ii hai 'mohsin'
yaa phir aisaa hai miraa zaKHm hii gahraa hogaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
baahar bhii ab andar jaisaa sannaaTaa hai
dariyaa ke us paar bhii gahraa sannaaTaa hai
Aanis Moin
Ghazal
kyaa bhalaa mujh ko parakhne kaa natiija niklaa
zaKHm-e-dil aap kii nazro.n se bhii gahraa niklaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
haal kaa zaKHm to maazii se bahut gahraa hai
aaj zaKHmii miraa saaya bhii hu.aa hai yaaro
Krishn Bihari Noor
Ghazal
miraa yaqiin hai ye KHaamushii ye gahraa sukuut
ye log KHud nahii.n aate ye laa.e jaate hai.n
Mubarik Siddiqi
Ghazal
baato.n kaa bhii zaKHm bahut gahraa hotaa hai
qatl bhii karnaa ho to be-KHanjar aa jaanaa
Muzaffar Warsi
Ghazal
KHud par jo e'timaad thaa jhuuTaa nikal gayaa
dariyaa mire qayaas se gahraa nikal gayaa
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
log dete rahe kyaa kyaa na dilaase mujh ko
zaKHm gahraa hii sahii zaKHm hai bhar jaa.egaa