SEARCH RESULTS
Showing search results for "ज़ंजीर"
Ghazal MATCHES FOR "ज़ंजीर"
Ghazal
jis ko dekho vahii zanjiir-ba-paa lagtaa hai
shahr kaa shahr hu.aa daaKHil-e-zindaa.n jaanaa.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
ishq kii qaid me.n ab tak to umiido.n pe jiye
miT ga.ii aas to zanjiir pe ronaa aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
manzile.n duur bhii hai.n manzile.n nazdiik bhii hai.n
apne hii paa.nv me.n zanjiir pa.Dii ho jaise
Ahmad Faraz
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
paa-ba-gil sab hai.n rihaa.ii kii kare tadbiir kaun
dast-basta shahr me.n khole mirii zanjiir kaun
Parveen Shakir
Ghazal
fikr-e-naala me.n goyaa halqa huu.n ze-sar-taa-paa
uzv uzv juu.n zanjiir yak-dil-e-sadaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
pa.D ga.ii paa.nv me.n taqdiir kii zanjiir to kyaa
ham to us ko bhii tirii zulf kaa bal kahte hai.n
Qateel Shifai
Ghazal
diivaana-e-gul qaidi-e-zanjiir hai.n aur tum
kyaa ThaaT se gulshan kii havaa khaa.e chalo ho
Kaleem Aajiz
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
qaid me.n guzregii jo umr ba.De kaam kii thii
par mai.n kyaa kartii ki zanjiir tire naam kii thii