SEARCH RESULTS
Showing search results for "तड़प"
Ghazal MATCHES FOR "तड़प"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ta.Dap phir ai dil-e-naadaa.n ki Gair kahte hai.n
aKHiir kuchh na banii sabr iKHtiyaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
merii aaGosh se kyaa hii vo ta.Dap kar nikle
un kaa jaanaa thaa ilaahii ki ye jaanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ta.Dap rahe hai.n zabaa.n par ka.ii savaal magar
mire liye ko.ii shaayaan-e-iltimaas nahii.n
Nasir Kazmi
Ghazal
ye kyuu.n kahaa ki tujhe mujh se pyaar ho jaa.e
ta.Dap uThaa huu.n tire haq me.n bad-du.aa kar ke
Ali Zaryoun
Ghazal
'siimaab' be-ta.Dap sii ta.Dap hijr-e-yaar me.n
kyaa bijliyaa.n bharii hai.n dil-e-be-qaraar me.n
Seemab Akbarabadi
Ghazal
sub.h-e-azal se shaam-e-abad tak hai ek din
ye din ta.Dap ta.Dap ke basar kar rahe hai.n ham
Rais Amrohvi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
sikhlaa.ii farishto.n ko aadam kii ta.Dap us ne
aadam ko sikhaataa hai aadaab-e-KHudaavandii
Allama Iqbal
Ghazal
nikle mirii baGal se vo aise ta.Dap ke saath
yaad aa gayaa mujhe vahii.n be-iKHtiyaar dil
Dagh Dehlvi
Ghazal
ta.Dap ke ruuh ye kahtii hai hijr-e-jaanaa.n me.n
ki tere saath dil-e-be-qaraar ham bhii hai.n
Ameer Minai
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
har dam ta.Dap ke loTtaa phirtaa huu.n KHaak par
goyaa banaa huu.n taa.ir-e-bismil tire baGair