SEARCH RESULTS
Showing search results for "सरगोशी"
Ghazal MATCHES FOR "सरगोशी"
Ghazal
yaad terii kabhii dastak kabhii sargoshii se
raat ke pichhle-pahar roz jagaatii hai hame.n
Shahryar
Ghazal
aur bhii gahrii ho jaatii hai us kii sargoshii
mujh se kisii kii aa.nkho.n kii jab baate.n kartaa hai
Zeb Ghauri
Ghazal
kyuu.n hai KHaamosh dilaa kis se ye sargoshii hai
maut aa.ii ki tire vaaste hamraaz aayaa
Shad Azimabadi
Ghazal
suntaa nahii.n vo varna ye sargoshi-e-aGyaar
kyaa mujh ko gavaaraa hai ki mai.n kuchh nahii.n kahtaa
Momin Khan Momin
Ghazal
sargoshii ne patthar ko sabaq yaad dilaayaa
paanii ne likhaa aa.iine pe iid-e-mubaarak
Idris Babar
Ghazal
husn-e-goyaa.ii ko likhnaa thaa likhii sargoshii
shor likhnaa thaa sau aazaar-e-samaa.at likkhaa
Azm Bahzad
Ghazal
Ishrat Afreen
Ghazal
mujhe yaad aayaa ki ik daur thaa sargoshii kaa
aaj usii daur kii ik kam-suKHanii yaad aa.ii
Azm Bahzad
Ghazal
ye aasmaa.n se rag-e-jaa.n tak ek sargoshii
sukuut-e-shab kaa ye andaaz-e-guftuguu kyaa hai
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
husn-e-goyaa.ii ko likhnaa thaa likhii sargoshii
shor likhnaa thaa so aazaar-e-samaa.at likhkhaa
Azm Bahzad
Ghazal
kuchh mafhuum samajh kar aa.nkhe.n bol uTThii.n
sargoshii to yuu.nhii zer-e-lab hotii hai
Fay Seen Ejaz
Ghazal
musalsal ko.ii sargoshii humaktii hai lahuu me.n
mayassar hii nahii.n hotaa par apne paas honaa
Jaleel 'Aali'
Ghazal
vo qulqul-e-miinaa me.n charche mirii tauba ke
aur shiisha-o-saaGar kii mai-KHaane me.n sargoshii
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ban me.n sargoshii hu.ii aasaar-e-abr-o-baad se
band-e-Gam se jaise ik ashjaar kaa lashkar khulaa
Muneer Niyazi
Ghazal
kis se tere aane kii sargoshii ko sunte hii
mai.n ne kitne phuul chune aur apnii shaal me.n rakkhe