SEARCH RESULTS
Showing search results for "aurat"
Ghazal MATCHES FOR "aurat"
Ghazal
aire-Gaire log bhii pa.Dhne lage hai.n in dino.n
aap ko aurat nahii.n aKHbaar honaa chaahiye
Munawwar Rana
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
agar bazm-e-hastii me.n aurat na hotii
KHayaalo.n kii ra.ngiin jannat na hotii
Saghar Siddiqui
Ghazal
aurat ke KHudaa do hai.n haqiiqii o majaazii
par us ke liye ko.ii bhii achchhaa nahii.n hotaa
Zehra Nigaah
Ghazal
aabruu ke liye rotii hai bahut pichhle pahar
ek aurat ki jo pesha bhii nahii.n chho.Dtii hai
Meraj Faizabadi
Ghazal
aurat huu.n magar suurat-e-kohsaar kha.Dii huu.n
ik sach ke tahaffuz ke liye sab se la.Dii huu.n
Farhat Zahid
Ghazal
aurat ko samajhtaa thaa jo mardo.n kaa khilaunaa
us shaKHs ko daamaad bhii vaisaa hii milaa hai
Tanveer Sipra
Ghazal
kaun badan se aage dekhe aurat ko
sab kii aa.nkhe.n girvii hai.n is nagrii me.n
Hamida Shaheen
Ghazal
mai.n ki aurat huu.n mirii sharm hai meraa zevar
bas taKHallus isii baa.is to 'hayaa' rakkhaa hai
Lata Haya
Ghazal
aahaT sii ko.ii aa.e to lagtaa hai ki tum ho
saaya ko.ii lahraa.e to lagtaa hai ki tum ho