SEARCH RESULTS
Showing search results for "badar"
Ghazal MATCHES FOR "badar"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
dar-ba-dar hone se pahle kabhii sochaa bhii na thaa
ghar mujhe raas na aayaa to kidhar jaa.uu.ngaa
Saqi Amrohvi
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
mai.n apne KHvaab se kaT kar jiyuu.n to meraa KHudaa
ujaa.D de mirii miTTii ko dar-ba-dar kar de
Iftikhar Arif
Ghazal
viiraa.n hai mai-kada KHum-o-saaGar udaas hai.n
tum kyaa ga.e ki ruuTh ga.e din bahaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
jis pe chalte hu.e sochaa thaa ki lauT aa.uu.ngaa
ab vo rasta bhii mujhe shahr-badar lagtaa hai
Abbas Tabish
Ghazal
zindagii kii har kahaanii be-asar ho jaa.egii
ham na ho.nge to ye duniyaa dar-ba-dar ho jaa.egii
Rahat Indori
Ghazal
merii saarii zindagii ko be-samar us ne kiyaa
umr merii thii magar us ko basar us ne kiyaa
Muneer Niyazi
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
Kabeer
Ghazal
aap kaa shahr agar baar samajhtaa hai hame.n
kuuch kar jaa.e.nge sarkaar ko.ii baat nahii.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
rusvaa hu.e zaliil hu.e dar-ba-dar hu.e
haq baat lab pe aa.ii to ham be-hunar hu.e