SEARCH RESULTS
Showing search results for "bojh"
Ghazal MATCHES FOR "bojh"
Ghazal
duniyaa kii nigaaho.n me.n bhalaa kyaa hai buraa kyaa
ye bojh agar dil se utar jaa.e to achchhaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
bojh vo sar se giraa hai ki uThaa.e na uThe
kaam vo aan pa.Daa hai ki banaa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
jo Gam milaa hai bojh uThaayaa hai us kaa KHud
sar zer-e-baar-e-saaGar-o-baada nahii.n kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
mai.n aap uThaataa huu.n shab-o-roz kii zillat
ye bojh kisii aur ko Dhone nahii.n detaa
Abbas Tabish
Ghazal
be-kaar jii pe bojh liye phir rahe ho tum
dil hai tumhaaraa phuul saa afsos mat karo
Bashir Badr
Ghazal
bas filo.n kaa bojh uThaayaa kare.n janaab
misra ye 'jaun' kaa hai ise mat uThaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
Aitbar Sajid
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
dukho.n kaa bojh akele nahii.n sa.nbhaltaa hai
kahii.n vo miltaa to us se lipaT ke ro lete
Bashir Badr
Ghazal
bojh uThaate hu.e phirtii hai hamaaraa ab tak
ai zamii.n-maa.n tirii ye umr to aaraam kii thii
Parveen Shakir
Ghazal
kab baar-e-tabassum mire ho.nTo.n se uThegaa
ye bojh bhii lagtaa hai uThaa.egaa ko.ii aur
Aanis Moin
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
ye zindagii hai yahaa.n is tarah hii hotaa hai
sabhii ne bojh se laade hai.n kuchh utaare bhii
Amjad Islam Amjad
Ghazal
mire thake hu.e shaano.n se bojh utar to gayaa
bahut taviil thaa ye din magar guzar to gayaa