SEARCH RESULTS
Showing search results for "bojh"
Nazm MATCHES FOR "bojh"
Nazm
KHub-surat moD
ta'alluq bojh ban jaa.e to us ko to.Dnaa achchhaa
vo afsaana jise anjaam tak laanaa na ho mumkin
Sahir Ludhianvi
Nazm
do ishq
jab fikr-e-dil-o-jaa.n me.n fuGaa.n bhuul ga.ii hai
har shab vo siyah bojh ki dil baiTh gayaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
marhum aur mahrum
mai.n bojh kaa.ndho.n pe aise uThaa ke chaltaa huu.n
tumhaaraa jaise janaaza uThaa ke chaltaa thaa
Zubair Ali Tabish
Nazm
jawahar-lal nehru
saarii qaumo.n ke gunaaho.n kaa ka.Daa bojh liye
umr-bhar suurat-e-iisaa jo sar-e-daar rahaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
ek taswir-e-rang
tere naazuk se paro.n par ye zar-o-siim kaa bojh
terii parvaaz ko aazaad na hone degaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
baz-amad --- ek muntaj
guu.ndnii bojh se apne hii jhukii pa.Dtii hai
naaznii.n jaise hai ko.ii ye bharii mahfil me.n
Akhtarul Iman
Nazm
muslim umma ka America se shikwa
gar tire shahr me.n aa.e hai.n to ma.azuur hai.n ham
vaqt kaa bojh uThaa.e hu.e mazduur hai.n ham
Khalid Irfan
Nazm
ek ehsas
ye bojh aur nahii.n uThtaa kuchh sabiil karo
chalo ha.nse.nge kahii.n baiTh kar zamaane par
Akhtarul Iman
Nazm
ek manzar
baam-o-dar KHaamushii ke bojh se chuur
aasmaano.n se juu-e-dard ravaa.n