SEARCH RESULTS
Showing search results for "bujhe"
Ghazal MATCHES FOR "bujhe"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
itnaa sach bol ki ho.nTo.n kaa tabassum na bujhe
raushnii KHatm na kar aage a.ndheraa hogaa
Nida Fazli
Ghazal
band kar ke mirii aa.nkhe.n vo sharaarat se ha.nse
buujhe jaane kaa mai.n har roz tamaashaa dekhuu.n
Parveen Shakir
Ghazal
Jaleel 'Aali'
Ghazal
ye kaisii havaa-e-taraqqii chalii hai
diye to diye dil bujhe jaa rahe hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
udaas udaas hai.n sham.e.n bujhe bujhe saaGar
ye kaisii shaam-e-KHaraabaat ho ga.ii pyaare
Habib Jalib
Ghazal
gale mujh ko lagaa lo ai mire dildaar holii me.n
bujhe dil kii lagii bhii to ai mere yaar holii me.n
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
miTii miTii sii umiide.n thake thake se KHayaal
bujhe bujhe se nigaaho.n me.n Gam ke afsaane
Nasir Kazmi
Ghazal
a.ndheraa miTtaa nahii.n hai miTaanaa pa.Dtaa hai
bujhe charaaG ko phir se jalaanaa pa.Dtaa hai
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
thakii thakii sii fazaa.e.n bujhe bujhe taare
ba.Dii udaas gha.Dii hai zaraa Thahar jaa.o
Saifuddin Saif
Ghazal
bichha.D ke mujh se ye mashGala iKHtiyaar karnaa
havaa se Darnaa bujhe charaaGo.n se pyaar karnaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
kuchh is adaa se ki ko.ii charaaG bhii na bujhe
havaa kii tarah guzar jaanaa chaahte hai.n ham
Wali Aasi
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
pahaa.Diyo.n me.n ghire ye bujhe bujhe raste
kabhii idhar se guzarte the lashkaro.n vaale
Mohsin Naqvi
Ghazal
bujhe bujhe se ho.n armaa.n to kyaa faroG-e-nashaat
jo so ga.e hai.n sitaare unhe.n jagaa ke piyo
Darshan Singh
Ghazal
bujhe hu.e nahii.n itne bujhe hu.e dil bhii
fasurdagii me.n tabii.at machal to saktii hai