SEARCH RESULTS
Showing search results for "dharti ki karwat firaq gorakhpuri ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "dharti ki karwat firaq gorakhpuri ebooks"
Ghazal
'firaaq' ik na.ii suurat nikal to saktii hai
ba-qaul us aa.nkh ke duniyaa badal to saktii hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
jahaan-e-Guncha-e-dil kaa faqat chaTaknaa thaa
usii kii buu-e-pareshaa.n vajuud-e-duniyaa thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
vaqt-e-Guruub aaj karaamaat ho ga.ii
zulfo.n ko us ne khol diyaa raat ho ga.ii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
chhalak ke kam na ho aisii ko.ii sharaab nahii.n
nigaah-e-nargis-e-ra.anaa tiraa javaab nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
samajhtaa huu.n ki tuu mujh se judaa hai
shab-e-furqat mujhe kyaa ho gayaa hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
bahse.n chhi.Dii hu.ii hai.n hayaat-o-mamaat kii
sau baat ban ga.ii hai 'firaaq' ek baat kii
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ye kaun kahtaa hai tuu halqa-e-naqaab me.n aa?
shu.uur-e-ra.ng-e-vafaa ban ke aaftaab me.n aa
Karamat Ali Karamat
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ye nik.hato.n kii narm-ravii ye havaa ye raat
yaad aa rahe hai.n ishq ko TuuTe ta.alluqaat
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
gardish kaa ik lamha yuu.n bebaak hu.aa
sone chaa.ndii kaa har manzar KHaak hu.aa
Ambar Bahraichi
Ghazal
zamiin apne hii mehvar se haT rahii hogii
vo din bhii duur nahii.n ziist chhaT rahii hogii
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
ye narm narm havaa jhilmilaa rahe hai.n charaaG
tire KHayaal kii KHushbuu se bas rahe hai.n dimaaG
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
ab daur-e-aasmaa.n hai na daur-e-hayaat hai
ai dard-e-hijr tuu hii bataa kitnii raat hai
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
zamii.n badlii falak badlaa mazaaq-e-zindagii badlaa
tamaddun ke qadiim aqdaar badle aadmii badlaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
yaqii.n kaise kaise gumaa.n kaise kaise
hai.n aabaad mujh me.n jahaa.n kaise kaise