SEARCH RESULTS
Showing search results for "filhaal"
Ghazal MATCHES FOR "filhaal"
Ghazal
tujh se ko.ii filhaal talab hai na tamannaa
is shahr me.n jaise tiraa honaa hii bahut hai
Zafar Iqbal
Ghazal
zamiin chho.Dnaa filhaal mere bas me.n nahii.n
dikhaa.ii dene lagaa phir ye aasmaan se kaun
Akhtar Shumar
Ghazal
haath pair aap hii mai.n maar rahaa huu.n filhaal
Duubte ko abhii tinke kaa sahaaraa kam hai
Zafar Iqbal
Ghazal
mumkin hai ki ban jaa.e.n shahanshaah-e-Gazal ham
vaise to iraada nahii.n filhaal hamaaraa
Khawaja Javed Akhtar
Ghazal
siim jaa.egaa to phir naqsh ubhaare.nge ko.ii
kaam diivaar pe filhaal nahii.n kar sakte
Nadir Areez
Ghazal
filhaal dil pe dil to liye jaa rahe ho tum
aur jo hisaab bhuul gayaa kal-kalaan ko
Ahmad Javaid
Ghazal
ban jaa.egaa allaah kaa ghar KHud hii kisii din
filhaal 'fanaa' dil ko sanam-KHaana kahe.nge
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
makaa.n jis kaa naqsha abhii ban rahaa hai
mai.n filhaal us kaa makii.n ho gayaa huu.n
Zafar Iqbal
Ghazal
Ayush Charag
Ghazal
mumkin hai ki aage ho use mujh se mohabbat
filhaal to aisaa ko.ii imkaan nahii.n hai
Hijr Moumin
Ghazal
maa.ngegaa jaa.edaad me.n hissa ye ek roz
filhaal chaahe le ke khilaune bahal gayaa
Mahesh Janib
Ghazal
kasii kii taabish-e-ruKHsaar kaa kaho qissa
kisii ke gesuu-e-ambar-fishaa.n kii baat karo