SEARCH RESULTS
Showing search results for "fursat"
Ghazal MATCHES FOR "fursat"
Ghazal
ik fursat-e-gunaah milii vo bhii chaar din
dekhe hai.n ham ne hausle parvardigaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
taa-qayaamat shab-e-furqat me.n guzar jaa.egii umr
saat din ham pe bhii bhaarii hai.n sahar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
jii Dhuu.nDtaa hai phir vahii fursat ki raat din
baiThe rahe.n tasavvur-e-jaanaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
rahaa hai tuu hii to Gam-KHvaar ai dil-e-Gam-ghii.n
tire sivaa Gam-e-furqat kahuu.n to kis se kahuu.n
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kis fursat-e-visaal pe hai gul ko andaliib
zaKHm-e-firaaq KHanda-e-be-jaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
jaa.n-daad-gaa.n kaa hausla fursat-gudaaz hai
yaa.n arsa-e-tapiidan-e-bismil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
tum ko bhii ham dikhaa.e.n ki majnuu.n ne kyaa kiyaa
fursat kashaakash-e-Gam-e-pinhaa.n se gar mile
Mirza Ghalib
Ghazal
itnaa masruuf huu.n jiine kii havas me.n 'shaahid'
saa.ns lene kii bhii fursat nahii.n hotii mujh ko