SEARCH RESULTS
Showing search results for "fursat"
Nazm MATCHES FOR "fursat"
Nazm
jawab-e-shikwa
vaqt-e-fursat hai kahaa.n kaam abhii baaqii hai
nuur-e-tauhiid kaa itmaam abhii baaqii hai
Allama Iqbal
Nazm
zauq o shauq
qaafilaa-e-hijaaz me.n ek husain bhii nahii.n
garche hai taab-daar abhii gesuu-e-dajla-o-furaat!
Allama Iqbal
Nazm
ban-bas
kaun aa kar mire miTne kaa tamaashaa dekhe
kis ko fursat ki uja.Dtii hu.ii duniyaa dekhe
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
mere liye kaun sochta hai
mirii udaasii ko kaun bahlaa.e
kisii ko fursat hai mujh se puuchhe
Mohsin Naqvi
Nazm
shabana
kahaa.n itnii bhii fursat hai
magar jab sa.ng-dil duniyaa meraa dil to.Dtii hai to
Javed Akhtar
Nazm
aata hai yaad mujhko
miltii nahii.n thii fursat din raat khelne se
yuu.n raa.egaa.n hu.aa thaa pa.Dhne kaa vo zamaanaa
Zafar Kamali
Nazm
ye wo basti hi nahin
log patthar hai.n to ehsaas-e-ziyaa.n kaise ho
kis ko fursat hai jo puuchhe ki miyaa.n kaise ho
Qaisarul Jafri
Nazm
KHud se milne ki fursat kise thi
lekin yahaa.n
KHud se milne kii fursat kise thii!
Parveen Shakir
Nazm
tujhe KHud se alag kaise karun main
mai.n fursat tuu mirii masruufiyat hai
merii taqriir me.n tere qasiide