SEARCH RESULTS
Showing search results for "ghaTaataa"
Ghazal MATCHES FOR "ghaTaataa"
Ghazal
bedaar kar ke tere badan kii KHud-aagahii
tere badan kii umr ghaTaataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
vo is tarah bhii mirii ahmiyat ghaTaataa hai
ki mujh se milne me.n sharte.n bahut lagaataa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
gah ba.Dhaataa hai gahe mah ko ghaTaataa hai falak
par shab-e-hijr ko ham dekhe.n ghaTaa.e to sahii
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Shariq Jamal
Ghazal
bas ki chuu.n badr-zamaana ye ghaTaataa hai mujhe
din-ba-din aur hii aalam nazar aataa hai mujhe
Meer Hasan
Ghazal
mujh me.n se rafta rafta ghaTaataa rahaa mujhe
vo tho.Daa tho.Daa roz churaataa rahaa mujhe
Ehtisham ul Haq Siddiqui
Ghazal
tujhe ghaaTaa na hone de.nge kaarobaar-e-ulfat me.n
ham apne sar tiraa ai dost har ehsaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
chaman pe Gaarat-e-gul-chii.n se jaane kyaa guzrii
qafas se aaj sabaa be-qaraar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
terii har baat mohabbat me.n gavaaraa kar ke
dil ke baazaar me.n baiThe hai.n KHasaara kar ke
Rahat Indori
Ghazal
dhuup me.n niklo ghaTaa.o.n me.n nahaa kar dekho
zindagii kyaa hai kitaabo.n ko haTaa kar dekho
Nida Fazli
Ghazal
ghaTaa.e.n uThtii hai.n barsaat hone lagtii hai
jab aa.nkh bhar ke falak ko kisaan dekhtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
jhuktii hu.ii nazar ho ki simTaa hu.aa badan
har ras-bharii ghaTaa ko baras jaanaa chaahiye
Nida Fazli
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
taptii hu.ii raaho.n se tujhe aa.nch na pahu.nche
diivaano.n ke ashko.n kii ghaTaa saath liye jaa