SEARCH RESULTS
Showing search results for "intikhab e kulliyat mirza altaf husain alim lucknwi ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "intikhab e kulliyat mirza altaf husain alim lucknwi ebooks"
Ghazal
sar-o-gardan kii judaa.ii dekho
teG-e-qaatil kii safaa.ii dekho
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
duniyaa-e-Gam ko zer-o-zabar kar sake to kar
rahmat kii mujh pe ek nazar kar sake to kar
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
shaam-e-takliif kii duniyaa me.n sahar ho to sahii
haa.e kam-baKHt kahii.n dard-e-jigar ho to sahii
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
liijiye KHatm hu.aa gardish-e-taqdiir kaa ra.ng
aa.iye dekhiye miTtii hu.ii tasviir kaa ra.ng
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
na falak hogaa na ye kuucha-e-qaatil hogaa
mire kahne me.n kisii din jo miraa dil hogaa
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
kahnaa na maanaa kuucha-e-qaatil me.n rah gayaa
achchhaa hu.aa jo dil kisii mushkil me.n rah gayaa
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
ulfat-e-aariz-e-lailaa me.n pareshaa.n niklaa
qais maanind-e-sahar chaak-garebaa.n niklaa
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
daad miltii nazar-e-ahl-e-nazar se pahle
maut aatii jo kahii.n dil ko jigar se pahle
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
jaur-e-zamii.n na thaa sitam-e-aasmaa.n na thaa
vo bhii thaa vaqt jab ki Gam-e-do-jahaa.n na thaa
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
KHatm hogaa ab safar pesh-e-nazar hai ruu-e-dost
aa rahii hai aaj kii manzil se mujh ko buu-e-dost
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
mai.n sham.a-e-bazm-e-aalam-e-imkaa.n kiyaa gayaa
insaaniyat ko dekh ke insaa.n kiyaa gayaa
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
achchhaa hu.aa ye vaqt to aanaa zaruur thaa
muddat se kashmakash me.n dil-e-naa-subuur thaa
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
aaKHir na chalii ko.ii bhii tadbiir hamaarii
ban ban ke biga.Dne lagii taqdiir hamaarii
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
nuuh kaa tuufaan ik aa.nsuu se barpaa kiijiye
jii me.n aataa hai ki ab qatre ko dariyaa kiijiye
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
myaan se teraa agar KHanjar nikal kar rah gayaa
mere bhii dil me.n ba.Daa armaa.n sitamgar rah gayaa
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
aap dil khol ke be-daad pe be-daad kare.n
aur ham zabt se le.n kaam na fariyaad kare.n
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
ho chukaa jo ki muqaddar me.n thaa darmaa.n honaa
ab tire haath hai mushkil mirii aasaa.n honaa
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
ghir ke ghabraate na the hijr ke aazaaro.n me.n
jab ki taaqat thii kabhii aap ke biimaaro.n me.n