SEARCH RESULTS
Showing search results for "iqraar"
Ghazal MATCHES FOR "iqraar"
Ghazal
barbaad-e-mohabbat kii du.aa saath liye jaa
TuuTaa hu.aa iqraar-e-vafaa saath liye jaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ab kisii lailaa ko bhii iqraar-e-mahbuubii nahii.n
in dino.n badnaam hai har ek diivaane kaa naam
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
vo mehrbaa.n hai to iqraar kyuu.n nahii.n kartaa
vo bad-gumaa.n hai to sau baar aazmaa.e mujhe
Qateel Shifai
Ghazal
ik hijaab-e-tah-e-iqraar hai maane varna
gul ko maaluum hai kyaa dast-e-sabaa chaahtaa hai
Parveen Shakir
Ghazal
daa.ere inkaar ke iqraar kii sargoshiyaa.n
ye agar TuuTe kabhii to faasla rah jaa.egaa
Iftikhar Imam Siddiqi
Ghazal
ek baar aur masiihaa-e-dil-e-dil-zadagaa.n
ko.ii va.ada ko.ii iqraar masiihaa.ii kaa
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
shikast-e-zaat kaa iqraar aur kyaa hogaa
ki idda.a-e-vafaa bhii nahii.n rahaa ab to
Jaun Eliya
Ghazal
mire liye to hai iqraar-e-bil-lisaa.n bhii bahut
hazaar shukr ki mullaa hai.n saahib-e-tasdiiq
Allama Iqbal
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Asghar Gondvi
Ghazal
Rajesh Reddy
Ghazal
kam se kam thaa ik tarah kaa aasraa iqraar tak
lekin un ko saaf ab inkaar karnaa aa gayaa
Nooh Narvi
Ghazal
saKHt-jaa.n hai.n par hamaarii ustuvaarii par na jaa
aise TuuTe.nge tiraa iqraar ban jaa.e.nge ham
Ahmad Faraz
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
hu.ii to hai yuu.nhii tardiid-e-ahd-e-lutf-o-karam
dabii zabaan se iqraar kar ke chho.D diyaa