SEARCH RESULTS
Showing search results for "jafaa"
Ghazal MATCHES FOR "jafaa"
Ghazal
kii mire qatl ke baa'd us ne jafaa se tauba
haa.e us zuud-pashemaa.n kaa pashemaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ab jafaa se bhii hai.n mahruum ham allaah allaah
is qadar dushman-e-arbaab-e-vafaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
vo sunnii bachcha kaun thaa jis kii jafaa ne 'jaun'
shii.aa banaa diyaa hame.n shii.aa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
KHaamosh ho kyuu.n daad-e-jafaa kyuu.n nahii.n dete
bismil ho to qaatil ko du.aa kyuu.n nahii.n dete
Ahmad Faraz
Ghazal
munsif-e-shahr kii vahdat pe na harf aa jaa.e
log kahte hai.n ki arbaab-e-jafaa aur bhii hai.n
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
ne 'asad' jafaa-saa.il ne sitam junuu.n-maa.il
tujh ko jis qadar Dhuu.nDaa ulfat-aazmaa paayaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
jafaa karne vaalo.n ko kyaa ho gayaa hai
vafaa kar ke bhii ham to sharmaa rahe hai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
sitamgaro.n kaa tariiq-e-jafaa nahii.n jaataa
ki qatl karnaa ho jis ko kahaa nahii.n jaataa
Zeb Ghauri
Ghazal
malaamato.n me.n kahaa.n saa.ns le sake.nge vo log
ki jin se kuu-e-jafaa kaa tavaaf bhii na hu.aa
Parveen Shakir
Ghazal
dekhnaa is ishq kii ye turfa-kaarii dekhnaa
vo jafaa karte hai.n mujh par aur sharmaataa huu.n mai.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
kyaa aabruu-e-ishq jahaa.n aam ho jafaa
ruktaa huu.n tum ko be-sabab aazaar dekh kar
Mirza Ghalib
Ghazal
kuchh imtihaan-e-dast-e-jafaa kar chuke hai.n ham
kuchh un kii dastaras kaa pataa kar chuke hai.n ham
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kii vafaa ham se to Gair is ko jafaa kahte hai.n
hotii aa.ii hai ki achchho.n ko buraa kahte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
baaz aa jaa.e.n jafaa se jo kabhii aap to phir
yaad 'aashiq ko na kiijegaa bhalaa yaad rahe